Tera Mera Saath Rahen - Udit Narayan

Letra Tera Mera Saath Rahen - Udit Narayan

(Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishtaa hai) - 2
Har dhadkan yehi baat kahe
Tera mera saath rahen, tera mera saath rahen
Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishtaa hai
(Tu meri duniya, tu mera apna
Tere bina kya hai, mera yaar) - 2
Tu mera jeevan, tu mera sapna
Tujhpe lutaa doon saara pyaar
Chaahe din ho, chaahe raat rahe
Har dhadkan yehi baat kahe
Tera mera saath rahen, tera mera saath rahen
Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishta hai
Tujhse bichhadke mar jaaoonga main
Honge kabhi hum na judaa
Kuch bhi karoonga tere liye main
Chaahe mujhse roothe khuda
In haathon mein tera haath rahe
Har dhadkan yehi baat kahe
Tera mera saath rahen, tera mera saath rahen
Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishta hai
Ho oh oh oh, oh, aa aa aa aa, aah
Mujhko pataa hai tu mera kya hai
Kaise main bataaoon yeh tujhe
Jab chot koi lagti hai tujhko
Yahan dard hota hai mujhe
Tu hameshaa mere paas rahe
Har dhadkan yehi baat kahe
Tera mera saath rahen, tera mera saath rahen - 2

Udit Narayan foto

Udit Narayan

Tera Mera Saath Rahen

17 Visitas
0 Favoritos
Calificar Canción
1 VOTOS
Favorito
Dedicar

Letra de la canción Tera Mera Saath Rahen de Udit Narayan. Para más letras de canciones del artísta Udit Narayan utiliza nuestro buscador. Letra de Tera Mera Saath Rahen - Udit Narayan.